Advertise Here

Wednesday 29 May 2013

New Sms Ghazal


  ,Ghazal.
Us ki yaad sy khud ko bachaa na saka main
us ki muhabat ko chupa na saka main
Maloom tha mujhy ussy apna bana na sakon ga main
us ko paany ki hasrat mein Umeed k diye bujha na saka main
kitni hasrat thi mery dil mein us ko jatlany ki
k tum bin jee nai sakta main
magar us k saamny nazrein uthaa na saka main
Hazaar bar Koshish ki main ny us ko bhool jany ki ,,,...
Magar ik pal bhi us Bewafa ko bhula na saka main..


No comments:

Post a Comment

Blog Archive